Saturday 6 May 2017

Rafi Bhajans "W"






Waah Re Wah Bhagwan




Lyrics -


Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Kaisi banayi duniya tune
Kaisi banayi duniya tune
Kya hai tumhari shan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Arey vidhata jab chalta
Hai tera chakkarviraz
Raja rank bane pal bhar
Me rank bane samrat
Rank bane samrat
Balwano ko nirbal karta
Balwano ko nirbal karta
Nirdhan ko dhanwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Karmo ki rekha ki tune
Rach di ajab kahani
Chakki pis rahi hai dekho
Mhalo ki maharani
Sach ka sath nahi chhodungi
Dukh se mai nahi mukh modungi
Sach ka sath nahi chhodungi
Hanste hanste sah lungi sab
Hanste hanste sah lungi
Sab dukh sukh ek samman
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Duniya kya hai ek pariksha
Darta kyu nadan darta kyu nadan
Hans hans kar sach ki bedi
Deta ja balidan deta ja balidan
Chahe jaise khel khilave
Aye mere bhagwan
Har nahi manega balak
Jab tak tan me pran
Jab tak tan me pran
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Wah re wah bhagwan
Duniya hai ek chalti chhaki
Piste tan man pran ek
Path dharti hai dekho
Ek path aasman ek path aasman
Ye bhi kya andher
Tumhara abla ka apman
Itni par bhi kahlate ho
Bhakto ke bhagwan
Sab kuch dekh rahe ho
Phir bhi bante ho anjan
Soya hai kya chakkar
Chakkar sudarshandhari
Laaj bachao aaj tumhari
Sharan padi hai nari
Sharan padi hai nari
Sharan padi hai nari.

0 comments:

Post a Comment