Wednesday 15 June 2016

Geet Govind : Songs of eternal love .






Gagan gheere badra 



Lyrics -


koi roopsi sanware ke sang pranaya rachaye hai
Alas nayan mund mund jaate hain
Madhur bayaar hari ko abhisar



Gagan gheere badra
saghan lata ghere se
dagar dagar ban upawan
chhyaya hai andhiyara

bhaya bheeru shyam kanhayi
le jaao isko ghar raadhe
angran aadesh maan kar
chali radhika le maadhav ko
yamuna pat li dhan kunj mein
radha maadhav ki yah leela .
radha madhav ki yah leela sarvottam ho

maat sharda ka saadhak main
padma ke  charnon  ka charan hoon main
meri geeti sudhamay saaras ju
radha madhav ki leela hai
yadi hari sumiran mein hai chhaya
leela rasdha maname hetu
shree jaidev kavya ka suno madhur geet govind 

Lalit dabang lata ali jhule

Listen to lalit dabang lata ati jhule

Lyrics -

Lalit dabang lata ali jhule
chandan charu pawan se
gunjit kunj uthi kokil se
madhukar ras gunjan se
is vasant mein giridhar vihare
gopin sang viharat maadhav hari
birahi mare santap sahe
agan kaamna se aakul hai
pathik janam ki adhuvi
gunjit bhramar kusum dal vikasit
mudit akul shyam aayen

taru tamaal vola aaye
asuli so marat si nag jo
peet nakh si talikhwaas hai
yug yug hridaya vidare hain

Raas rasik hari chhail vihasi

Listen to ras rasik hari

Lyrics -

adharo se bansi dwani mukharit hai
madhur sudha ras gunjan
chapal nayal sir ghirat shyam ke
kundal dole kapolan
raas rasik hari chhail vihasi
sumirat hai nain hari parihasi

sanware vesh par mor pankh hai
chandra ghat sam sohe
sham pahar  mein indra dhanush sam
neel shyam tan sohe

krishna dhwaja mein ya
anajan mein madannakul gopin varna
nishi kiran lalna sam achambhit
n ya ur o ur lagao shyam

Aaj radhe gayi yahan se roothkar 

Listen to gagan gheere badra

Lyrics -

kiya hai apraadh maine
hridaya vyakul
dekh kar mujhko viharte
gopiyan ke saath

aaj radhe gayi yahan se roothkar
kshama kar do phir karoo na
isi tarah vyavhaar
roopsi do dand aisan
haro man se taar

dikh rahi thi ut yahi par
nahi mero haath
tum mujhe  ur se laga lo
yehi meri aas


Mand samiran yamuna tat par 

Listen to mand samiran yamuna

Lyrics -

Mand samiran yamuna tat par
path nirakhe vanmali
gopin ur api ras upasi  jayi
chanchal tar yugshali
path nirakhe vanmali

har sangeet  mridul bansi se
tujhe bulaye giridhar
pawan chalat sang tan sparshit raj
ang lagaye saanwar

bihag ude taru paat gire tab
it ut nirakhe vrijvar
sez sanware chakit nayan se
maat nihare naagar

runjhun nupur abahi chhad sakhi
ati bairan sam chalo sakhi kunj mein
sakhi nikunj mein
pahire neel vasan tum

Koi roopsi sanware ke 

Listen to koi roopasi sanware ke

Lyrics -


Preeti ke liye uchit ves hai
kusum kali ke kuchh unhe kes hai
shyam tanaya ras janit dhar hai
unpar chanchal chapal haar hai

shashi mukh upar uljhe lat hain
adhar se chumbit mad se madhur
has has nirakhe lajaye jaapar
tav hiya maakar rati sukh bisakhat

Ja JA madhav 

Listen to ja ja maadhav

Lyrics -

jage sari raina
preet page raate maghari
bhare tumhare naina

Ja ja madhav ja ja keshaw
chhal ke bain na bolu
jao kamalnayan uske sang
hare peer tumhari jo

kisi sunayani ke nayano ka
tumne chuma  kajal
isse shyam hue tumhare
laal adhar ye shyamal

preeti ki line ang ang par
tumhare nakhare dhare
neel shila pe likhe sain se
prem vijaya ka gayen


Mat kar maan kanha sau manine 

Listen to gagan gheere badra

Lyrics -

ya te kaun adhik sukh banwari

kyu dukh mann mein neer nayan mein
piya bin hasat akhi jan gwalini

aa mil hari so sun madhu baini
pal mein kate yah timir yamini

Priya charushile ! taj ji akaaran maan 

Listen to priya charusheele

Lyrics -

Priya charushele taj ri akaaran maan 
man jalaye mad ri me ho de de darshan daan
kamalmukh sudha ras paan 
priya charushile ..

tanik kachhu boli harle andhiyara
kaisan peev chandani nirakhat mukh chandra 
mor ankhiya bhayi chakor dekhe adhar madhupaan 
priya charushile..

tum mam jeevan tumahu sharan
tu bhav sagar ratan 
ho sada anuraag meri hridaya man ko jatan 
priya charushile ..

smarat rahe kundanu 
mam shirashi mandanu
dehi pad pallav mudarun
darun jwalati main madan kadanawalo
harati tab pahi tarit taaran

Natwar naagar raas rasik var 

Listen to natwar nagar raas rasik var

Lyrics -

natwar naagar raas rasik var 
radha dekh lubhani 
pulak pulak ang madan shyam rang 
chhavi ki chhata suhani 

radha roop pheri hari ke kiya 
jagi madan hilor
puran chandra kiran mein umagi 
sagar tarang kilor 

rahas rahas hari alingan 
dole ur ka haar 
jamuna ke neelam jal upar 
ujhali prem khumar 

chanchal muthchal taral nayan mein 
jage madan tang mein 
khanjan yugal sharad pankaj par 
khelat lalike ur

Tav ras ranjit maadhav 

Listen to tav ras ranjit maadhav

Lyrics -

kisraj shaiya charan malin dharo 
subhag kaam kamini 
tav ras ranjit maadhav anusar
chal radhe ab chal ri

aayi ho to thak ur sain 
chapo charan ati haari
pad sevat sam chamu naihu
nupur ati suhave 

badan chandra so amiyami jhadita
gor ban sunani
gura tar ur vasan bihasat 
mam man vara rijhaye

Radha mohan hue ekras 

Listen to radha maadhav hue ekras


Lyrics -

Radha mohan hue ekras 
hil hil mil hil mil hil mil
harke nirakhe ek duje ka 
rasmaya roop sumangal

hari ne radha hiye lagayi
mukta maal lilole 
jamuna ki parinit dhara mein
uchharat prem kilore 

shamdaar ka milan anoopam
is bidhi lagta sundar sundar 
neel kamal mein jo dhara mile
lagta manumai manhar manhar

megh chandni mandit ho jas 
kusum kesh mein rajat
chandan tilak bhal par sohe 
chandra ki kirne deepit deepit 

Araj suno saanware 

Listen to araj suno sanware

Lyrics -

yaduvar chandan sheetal kar se 
ankit kar do tum man kuchhpe
kasturi se phulo aur paat rach
sach mangal yug kaleshape 

araj suno saanware
hridaya raman o raware 

hawar se shyamal sundar madan baan se naina mein
chumban se bikhara kaajal inhe aaj dou nij man se

mani giridhar ghane kesh ye magan dhwaja  se mere 
rati mein uljhe mor pankh se kesh sanwaro kusmo se 

saghan jathan ye ratinikunj sam koi nirwasan kiyo pyare
mani kinkiniya bhushan pat se inhe sajao nij kar se 



0 comments:

Post a Comment