Wednesday 14 October 2015

J



Jai sharda bhawani 


Lyrics -

Jaya sharda bhawani bharti 
vidya dani maha vakya vani devi dhyaven   
sur nar muni mani 
devi ko tribhuban jani jo 
jaki man iccha soyi udaape 
mangal budh dani gyan ko nidani 
veena pustak dharni pratham devi dhyaven 
tansen teri astuti gaayo 
sapt sur teen gyan raag rang 
lai aksar aave

Jai Saraswati var de maharani 


Lyrics -

Jai saraswati var de maharani 
hum deen hai maa tu dayadani


taar de tu hi deen dukhon ke 
dukh sankat mein nirbhaya karni
tav charnon mein hum kar jore 
karate prarthana bhav bhaya harni 
vidya daan de maa gyan nidani 
jai saraswati ...

shanti sukh maya vatavaran kar 
bhagwati vidya jyoti jaga de 
veena vadini saar varsha se 
gyan sarita jag mein baha de 
vinati karat hain hum agyani 
jai sarasawti ...


sahitya sangeet kala ki 
hey maa devi tu hai vibhuti 
sharan tihare vignavinashini 
maane gyan prakash ki jyoti 
dayadrishti de jagat kalyani 
jai saraswati ...

Jai Jagadeeshwari


Jai Jagadeeshwari mata Saraswati, sharnagat pratipaalanhari.
Chand bimb sam vadan viraje, sheesh mukut mala gale dhari.
Veena vaam ang mein jhoole, saamgeet dwani madhur piyari.
Shwet basan kamalaasan sundar, sang ati hi subh hans sawari. 

Brahmanand main das tumharo, ki darshan parbrahma dulari. 

Jai Bhagwati devi (must listen )

Lyrics -

Jai Bhagawati Devi Namo Var De Jai Paap Vinashini Bahu Phal De
Jai Shumbha Nishumbha Kapal Dhare Pranamami Tu Devi Nararti Hare
Jai Bhagawati Devi Namo Var De

Jai Chandra Diwakar Netra Dhare Jai Paavak Bhushit Vaktra Vare 
Jai Bhairav Deh Nileen Pare Jai Andhak Daitya Vishosh Kare 
Jai Bhagawati Devi Namo Varde

Jai Mahisha Vimardini Shool Kare Jai Loka Samastak Paap Hare 
Jai Devi Pitamah Vishnu Nute Jai Bhaskar Shakra Shirovante 
Jai Bhagawati Devi Namo Varde

Jai Shanmukh Sayudh Ishanute Jai Sagar Gamini Shambhu Nute 
Jai Dukh Daridra Vinash Kare Jai Putra Kalatra Vivriddhi Kare 
Jai Bhagawati Devi Namo Varde

Jai Devi Samasta Shareer Dhare Jai Nak Vidarshani Dukh Hare 
Jai Vyadhi Vinashini Moksh Kare Jai Vanchhit Dayini Siddhi Vare 

Jai Bhagawati Devi Namo Var De Jai Paap Vinashini Bahu Phal De
Jai Shumbha Nishumbha Kapal Dhare Pranamami Tu Devi Nararti Hare
Jai Bhagawati Devi Namo Var De


Jago ri maiyaji ka jagrata




Lyrics -

Jago re jago re jago re maiya ji ka jagrata
jagraate mein aane wala kabhi na khali  jaata

jagrata maiya ka karle aayen hain hum saare
jyot jalale re maiya ko paap katenge saare
hota jeevan safal humara bhed bhav mit jaata

chhod ke jag ke moh jaal ko amba ke dware aaye
bhavsaagar ko paar kare aur maa ki bhetein laayen
maata ke darshan paata jo sachhe manse aata

shera wali ke charnon mein apna sheesh jhukaye
jyota wali se hum apne man vanchhit pal paaye
shraddhase jo koi bhi aata bigadi apni banata 

Jai jai jai giriraaj kishori 


Lyrics -

Jai jai jai giriraj kishori
jai mahesh mukh chandra chakori
jai gajbadan shadanan maata
jagatjanani damini druti gaata

nahi tav aadi madhya avasaana
amit prabhav ved nahi jaana

bhav bhav vibhav parabhav kaarini
vishwa mohini swawas viharini

Jo maata ke dwaar 




Lyrics -

Jo maata ke dwar pe bikhari ban ke aayo re
shraddha ke do phool chadha ke maa ke darshan paayo re

naam tumhara durge maata sabke man ko bhayo re
Jo maata ke dwar pe bikhari ban ke aayo re

deen dukhi bhakton ne hridaya se jaki dhyan lagayo re
har sankat se bhakt ko maata ne shighra bachayo re

roop niraala sheetale maata vaahan gardha hai nyara re
haath mein khappar dhaar ke soneshwar  man ko bhayo re


Jagdambe Jagdambe


Lyrics-

jagdamb jagdamb 
sur nar muni sumirant 
sanmukh stuti karant
sahsra sir saalvant 
sirgang harshant 
naachat shree haramb
vaadant naarad veena vicharant
vishnu so venu aur brahma mridang
sab mil nirkhant koti chandra surya bimb

Jai durge durgati pariharini


Jai Durge durgati pariharini
Shumbh vidarini maat bhawani
Aadi shakti parbrahma swaroopini
Jagadjanani cahuveda bhakhani
Brahma Shiv Hari archana kinho
Dhyan dharat sur nar muni gyani
Astabhuja Kar khadda viraje
shingh sawaar sakal vardani
Bhrahmanand sharan mein aayo
Bhav bhaya nash karo maharani

Jai Jagadeeshwari


Jai Jagadeeshwari mata Saraswati, sharnagat pratipaalanhari.
Chand bimb sam vadan viraje, sheesh mukut mala gale dhari.
Veena vaam ang mein jhoole, saamgeet dwani madhur piyari.
Shwet basan kamalaasan sundar, sang ati hi subh hans sawari. 

Jwala koti Balrak


Lyrics -

Jwala koti baalaark bhasanurangim
shuravanya shringaar shobha bhirama 
maha padma kinjalk madhye viraajat 
trikono lasantimadeshi bhawanim
Ganeshani maatyayeakhilesh shaktirundhaye
sphuran shreemahachakraraajo  lasanti
paraam raj rajeshwari twaam bhavanim 
shivango parestham shivang bhavameham
  
Gurustwam shivascham cha shaktistwameva  
tavamevaasi mata pitaasi twameva
twamevaasi vidya twamewaasi budhhih 
gatirme matir devi sarvam twameva
Shruti kamagamayam sumedha gamavyayi 
mayam yo na janati palam navedam
stutim kartumechami vedyam bhawami 
svameshwe namam ve pramuddh akhilaham
Sharneye varenye sukaarunyapurne  
hiranyodara tyayi adhamyetipurnye 
bhawaranyabhitam jamam pahi bhadre
namaste namaste namaste bhawani  

Jai jai jai Giriraj kishori 

Listen to jai jai jai Giriraj Kishori 


Lyrics - 

Jai Jai Jai Giriraaj kishori 

Jaya Mahesh mukhchandra chakori  

Jaya Gajvadan Shadanana mata 

Jagat janani damini dui gata 

Nahi tav aadi madhya avasana  

amit prabhava vedu nahi jaana

Jai Jai Jai giriraaj kishori  ....


Bhaya bhava vibhav parabhava kaarini

vishwavimohini swavas viharini

Jago ri maiyaji ka jagrata


Lyrics -

Jago re jago re jago re maiya ji ka jagrata
jagraate mein aane wala kabhi na khali  jaata

jagrata maiya ka karle aayen hain hum saare
jyot jalale re maiya ko paap katenge saare
hota jeevan safal humara bhed bhav mit jaata

chhod ke jag ke moh jaal ko amba ke dware aaye
bhavsaagar ko paar kare aur maa ki bhetein laayen
maata ke darshan paata jo sachhe manse aata

shera wali ke charnon mein apna sheesh jhukaye
jyota wali se hum apne man vanchhit pal paaye

shraddhase jo koi bhi aata bigadi apni banata 

Jo maata ke dwaar 





Lyrics -

Jo maata ke dwar pe bikhari ban ke aayo re
shraddha ke do phool chadha ke maa ke darshan paayo re

naam tumhara durge maata sabke man ko bhayo re
Jo maata ke dwar pe bikhari ban ke aayo re

deen dukhi bhakton ne hridaya se jaki dhyan lagayo re
har sankat se bhakt ko maata ne shighra bachayo re

roop niraala sheetale maata vaahan gardha hai nyara re
haath mein khappar dhaar ke soneshwar  man ko bhayo re

Jago Jago Jago Maa

Listen To Jago Jago Maa

Lyrics -

Jagad Odhharaini Maa 

Jago Jago Maa Jaago Jaago Maa Jaago  Jaago Maa Janani
Jai Gauri Devi Ran Chandi Devi Hey Shivirmani Jaago Na 

Jai Jai Bhawani Maa

Listen To Jai Jai Bhawani Maa

Lyrics -

Jai Jai Bhawani Maa 
Ambey Bhawani Maa
Devi Bhawani Maa 
Jagdambe Bhawani Maa
Kaali Bhawani Maa
Atmaniwasi Maa Ambe Bhawani Maa
Hriday Niwasi Maa Ambe Bhawani Maa
Bhole Ki Jai Jai Shiv Ji Ki Jai
Parvati Pati Shiv Ji Ki Jai Jai 

Jai Jai Vaishnavi Devi Maa 

Jai Jai Vaishnavi Devi Maa


Lyrics -

Jai Jai Vaishnavi Devi Maa Jai Jai Vaishnavi Devi Maa (2)

Jai Maa Jai Maa Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Vaishnavi Devi Maa Jai Jai Vahnavi Devi Maa (1)
Sherawaali Maa, Jyothawaali Maa (2)
Pahadwaali Maa, Jai Jagadjani Maa (2)
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa Sai Maa (2)




0 comments:

Post a Comment